Bhole Baba Ne Yuhi Bajaya Damru (भोले बाबा ने यूँ ही बजाया डमरू - भजन)


Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥
Yahan Brahma Chale Vahan Vishnu Chale,
Maa Lakshmi Ka Maan Bhi Magan Ho Gaya,
Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Yahan Suraj Chale Vahan Chanda Chale,
Vahan Taro Ka Maan Bhi Magan Ho Gaya,
Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Yahan Ram Chale Sita Lakshman Chale,
Vahan Hanumat Ka Maan Bhi Magan Ho Gaya,
Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Yahan Krishn Chale Vahan Radha Chale,
Vahan Mira Ka Maan Bhi Magan Ho Gaya,
Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥
भोले बाबा ने यूँ ही बजाया डमरू - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले बाबा ने यूँ ही बजाया डमरू, सारा कैलाश पर्वत मगन हो गया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Bhole Baba Ne Yuhi Bajaya Damru Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।