Bhole Bhar Dete Jholi Khali (भोले भर देते झोली खाली: शिव भजन)


Mere Bholenath Bhandari Kahalate Hai Tripurari,
Ye Jispar Kirpa Kar Dete,
Bhar Dete Jholi Khali,
Mere Bholenath Bhandari ॥
Bhakto Ki Vinati Sunkar,
Ye Daude Daude Aate,
Jiski Naiya Bhi Dub Rahi Ye Usko Paar Lagate,
Aanada Teri Mahima Gaye,
To Mil Jayegi Gyani,
Jispar Kirpa Kar Dete,
Bhar Dete Jholi Khali,
Mere Bholenath Bhandari ॥

Amrut Ko Tyag Ke Bhole,
Ye Pi Gaye Vish Ke Pyale,
Nilkantha Kahalaye Ye Amrut Devo Mein Bante,
Sach Hai Ye Teri Kahani,
Teri Mahima Sabne Jani,
Ye Jispar Kirpa Kar Dete,
Bhar Dete Jholi Khali,
Mere Bholenath Bhandari ॥
BhaktiBharat Lyrics

Mathe Pe Chandra Sajaya,
Aor Jata Pe Ganga Biraji,
Baghambar Hai Tan Odhe Bhola Kailash Ka Vasi,
Ye Chamatkar Hai Dikhlata,
Duniya Hai Mahima Gati,
Jispar Kirpa Kar Dete,
Bhar Dete Jholi Khali,
Mere Bholenath Bhandari ॥
भोले भर देते झोली खाली: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे भोलेनाथ भंडारी कहलाते है त्रिपुरारी, ये जिसपर किरपा कर देते, भर देते झोली खाली, मेरे भोलेनाथ भंडारी ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Bhole Bhar Dete Jholi Khali Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi Yashoda Maiya Dedo Badhai

This song or bhajan is very popular in the Hindu community of India, during the celebration of newborn baby!

Sohar: Jug Jug Jiya Su Lalanwa Ke

Jug Jug Jiya Su Lalanwa, Bhavanwa Ke Bhag Jaagal Ho, Lalna Laal Hoihai, Kulva Ke Deepak Manwa Mein, Aas Laagal Ho ॥

Bhaye Pragat Kripala Din Dayala

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Bhajan: Ye Too Prem Ki Baat Hai Udho

Ye to Prem Ki Baat Hai Udho, Bandagi Tere Bas Ki Nahin Hai । Yahaan Sar Deke Hote Saude

Bhajan: Nache Nandlal Nachave Hari Ki Maiya

Nache Nandlal, Nachave Hari Ki Maiya