Bhole Damru Baja Do Ek Baar (भोले डमरु बजा दो एक बार: शिव भजन)


Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein,
Kirtan Mein Hari Kirtan Mein ॥
Shish Bole Ke Jata Biraje,
Bhole Ganga Baha De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥

Sang Bhole Ke Goura Biraje,
O Bhole Ganapati Bula De Aaj Hamare Hari Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥

Kaan Bhole Ke Kundal Sohe,
Bhole Chanda Chamka Do Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥

Gale Bhole Ke Sarpo Ki Mala,
Bhole Phool Barsado Ek Baar Hamare Ghar Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥

Anga Bhole Ke Mrugchal Sohe,
Bhole Bhasmi Uda Do Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥

Charanon Mein Bhole Ke Nandi Biraje,
Bhole Ghungru Baja De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bramha Ko Le Lao Vishnu Ko Le Lao,
Bhole Darsh Dikha Do Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein,
Hai Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamre Hari Kirtan Mein ॥
भोले डमरु बजा दो एक बार: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले डमरु बजा दो एक बार हमारे हरी कीर्तन में, कीर्तन में हरी कीर्तन में ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye