Bhole Ki Sawari Dekho Aayi Re (भोले की सवारी देखो आई रे - भजन)


Baba Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhole Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhakto Mein Masti Dekho Chae Re,
Baba Ki Sawari Dekho Aayi Re ॥
Dur Dur Se Yatri Aave,
Arji Apani Lagave,
Arji Apani Lagakar Vo To,
Maan Chaaha Phal Pave,
Bhole Ne Bigdi Banai Re,
Baba Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhole Ki Sawari Dekho Aayi Re ॥

Koi Bajaave Jhanjh Manjira,
Tasha Aur Mrdang,
Rang Gulal Abir Mein Dekho,
Mach Rahi Hai Hudadang,
Mahima Bhole Ki Sabne Gae Re,
Mahakal Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhole Ki Sawari Dekho Aayi Re ॥

Sahi Sawari Mein Babi Ke Sang,
Bhut Pret Sab Aave,
Bajrang Bheru Ganpati Ke Sang,
Harsiddhi Maa Aave,
Kawad Ye Sabne Chadhai Re,
Baba Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Mahakal Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhole Ki Sawari Dekho Aayi Re ॥

Baba Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhole Ki Sawari Dekho Aayi Re,
Bhakto Mein Masti Dekho Chae Re,
Baba Ki Sawari Dekho Aayi Re ॥
भोले की सवारी देखो आई रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बाबा की सवारी देखो आई रे, भोले की सवारी देखो आई रे, भक्तो में मस्ती देखो छाई रे, बाबा की सवारी देखो आई रे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..