Bhole Ko Kaise Manau Re (भोले को कैसे मनाऊ रे: शिव भजन)


Bhole Ko Kaise Manau Re,
Bhole Ko Kaise Manau Re,
O Mera Bhola Na Mane,
Bhola Na Mane Mera Shankar Na Mane,
Tujhpe Mein Vari Vari Jau Re,
Mera Bhola Na Mane ॥
Bali Umar Se Tumhari Bhakti Kari Hai,
Kahate Hai Shiv Ji Mein Shakti Basi Hai,
Bali Umar Se Tumhari Bhakti Kari Hai,
Kahate Hai Shiv Ji Mein Shakti Basi Hai,
Tera Hi Hukam Bajau Re,
Mera Bhola Na Mane,
Bhola Na Mane Mera Shankar Na Mane,
Bhola Na Mane Mera Shankar Na Mane,
Bhole Ko Kaise Manau Re,
Mera Bhola Na Mane ॥

Ka Deke Shiv Ka Manai Ho Shiv Manat Nahi,
Ka Deke Shiv Ka Manai Ho Shiv Manat Nahi,
Manat Nahi Shiv Manat Nahi,
Manat Nahi Shiv Manat Nahi,
Ka Deke,
Ka Deke,
Ka Deke Shiv Ka Manai Ho Shiv Manat Nahi,
Ka Deke Shiv Ka Manai Ho Shiv Manat Nahi ॥
BhaktiBharat Lyrics

Rutho Na Hamse Ase O Dinanathi,
Dashi Hun Charano Ki Main Hi Jivansathi,
Rutho Na Hamse Ase O Dinanathi,
Dashi Hun Charano Ki Main Hi Jivansathi,
Tujh Bin Mein Maar Jau Re,
Chod Tujhe Na Jau Re,
Oh Meri Gaura Diwani,
Gaura Divani Meri Gaura Diwani,
Gaura Divani Meri Gaura Diwani,
Bhole Ko Kese Manau Re,
Chod Tujhe Na Jau Re,
Oh Meri Gaura Diwani,
O Mera Bhola Na Mane,
Oh Mera Gaura Diwani,
Mera Bhola Na Mane ॥
भोले को कैसे मनाऊ रे: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले को कैसे मनाऊ रे, भोले को कैसे मनाऊ रे, ओ मेरा भोला ना माने, भोला ना माने मेरा शंकर ना माने, तुझपे मैं वारी वारी जाउ रे, मेरा भोला ना माने ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Bhole Ko Kaise Manau Re Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Ujjain Ke Maharaj Ho, Dino Ke Dinanath Ho, Tum Kalo Ke Kal Ho, Baba mahakal Ho ॥

Chali Paniya Bharan Shiv Naar

Ithalati Hui Bal Khati Hui, Chali Paniya Bharan Shiv Naar, Sagar Se Utri Gagariya ॥

Bhole Teri Nirali Shan

Bhole Teri Nirali Shan, Kare Jagat Ka Tu Kalyan, Sabko Saran Mein Rakhle Apni, Tujhsa Nahi Mahan, O Bhole Tera Jawab Kaha, Bhole Teri Nirali Shan ॥

Kaal Kya Karega Mahakal Ke Aage

Kar Lunga Do-do Baat Main, Us Kaal Ke Aage