Bhole O Bhole Aaya Dar Pe (भोले ओ भोले आया दर पे - भजन)


Bhole O Bhole Aaya Dar Pe,
Mere Sir Pe,
Jara Haath Tu Phira De,
Mere Bhagya Ko Jaga De ॥
Sare Jag Ka Tu Vidhata,
Kahate Hai Log Saare,
Devon Main Mahadev,
Sab Bas Main Hai Tumhare,
Tu To Baba Antaryami,
Meri Pida Kyun Nahi Jani,
Bhed Hai Kya Batlade,
Jara Haath Tu Phira De,
Mere Bhagya Ko Jaga De ॥

Tu Karta Tu Dharta,
Tu Hi Sanhar Karta,
Sunta Hun Main Dar Pe,
Sabka Hi Kaam Banata,
O Kailashi O Avinashi,
Meri Akhiyan Phir Kyon Pyasi,
Pyas Tu Inki Bujha De,
Jara Haath Tu Phira De,
Mere Bhagya Ko Jaga De ॥

Shrashti Ke Kan Kan Mein,
Bas Tera Omkara,
Sabko Tu Pyar Karta,
Kya Main Nahi Hun Pyare,
Haath Jod Ke Tumhai Manaun,
Kese Bhole Tumko Paun,
‘Shyam’ Ko Ye Batala De,
Jara Haath Tu Phira De,
Mere Bhagya Ko Jaga De ॥

Bhole O Bhole Aaya Dar Pe,
Mere Sir Pe,
Jara Haath Tu Phira De,
Mere Bhagya Ko Jaga De ॥
भोले ओ भोले आया दर पे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले ओ भोले आया दर पे, मेरे सिर पे, जरा हाथ तू फिरा दे, मेरे भाग्य को जगा दे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Bhole O Bhole Aaya Dar Pe Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Bhole Ki Fauj

Bam Bam Bam Bhole Bam Bam Bam, Is Sawan Karegi Mauj, Mere Bhole Ki Fauj

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Ram Ras Barsyo Re, Aaj Mahre Angan Main

Ram Ras Barsyo Ri, Aaj Mhare Angan Mein । Jag Gaye Sab Soye Sapne, Sabhi Paraye Ho Gaye Apne

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini