Bhole Shankar Hum Bhakton Se Karte Kitna Pyaar (भोले शंकर हम भक्तो से, करते कितना प्यार - भजन)


Bhole Shankar Hum Bhakto Se,
Karte Kitna Pyar,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De ॥
Humne To Sab Kuch,
Arpan Kiya Hai,
Chokhat Pe Tere,
Samarpan Kiya Hai,
Bhole Tumhai Bhi Hum Dono Ki,
Kitni Hai Darkar,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De ॥

Ankhen Hamari Baba,
Darshan Ko Tarase,
Teri Judae Mein Ye,
Rah Rah Ke Barase,
Bhole Tumhai Bhi Rehata Hoga,
Bhakton Ka Intijar,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De ॥

‘Harsh’ Bana Hai Baba,
Tera Dewana,
Kya Tu Bhi Chaahe Kahana,
Kaisa Chhipaana,
Bhole Kahi Na Ho Ye Hamaara,
Ek Tarafa Hi Pyaar,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De ॥

Bhole Shankar Hum Bhakto Se,
Karte Kitna Pyar,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De,
Hume Ek Baar Bata De,
Mere Sarkar Bata De ॥
भोले शंकर हम भक्तो से, करते कितना प्यार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले शंकर हम भक्तो से, करते कितना प्यार, हमें एक बार बता दे, मेरे सरकार बता दे, हमें एक बार बता दे, मेरे सरकार बता दे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥