Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai (भोले तेरी माया अजब निराली है - भजन)


Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai,
Ajab Nirali Hai,
Hey Shiv Shambu Bhole Shankar,
Naam Japu Nit Tera Bankar,
Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai,
Ajab Nirali Hai ॥
Bhole Tere Dar Pe,
Aash Leke Aaya Hun,
Kismat Ka Mara Mein,
Biswas Leke Aaya Hun,
Kismato Ki Dor Ab,
Tere Hi Sahare Hai,
Andhare Bhi Ojhal Tere,
Naam Se Ujale Hai,
Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai,
Ajab Nirali Hai ॥

Tu Hi Hai Dharam Mera,
Tu Hi Hai Karam Mera,
Tu Hi Hai Kinara,
Tu Hi Hai Shahara,
Tu Hi Hai Hamara Dev,
Tere Hi Jaap Se Katate Paap Mere,
Tu Hi Hai Kinara,
Tu Hi Hai Shahara,
Tu Hi Hai Hamara Dev ॥

Bhole Tere Naam Se,
Meri Ye Kahani Hai,
Teri Hi Krupa Se Roshan,
Meri Jindegani Hai,
Teri Hi Krupa Se Roshan,
Mera Ye Jahan Hai,
Teri Hi Krupa Na Ho To,
Main Kuch Kahan Hun,
Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai,
Ajab Nirali Hai ॥

Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai,
Ajab Nirali Hai,
Hey Shiv Shambu Bhole Shankar,
Naam Japu Nit Tera Bankar,
Bhole Teri Maya Ajab Nirali Hai,
Ajab Nirali Hai ॥
भोले तेरी माया अजब निराली है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले तेरी माया अजब निराली है, अजब निराली है, हे शिव शम्भू भोले शंकर, नाम जपूँ नित तेरा बन कर, भोलें तेरी माया अजब निराली है, अजब निराली है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye