Bholenath Base Jyotirling Mein (भोलेनाथ बसे ज्योतिर्लिंग में - भजन)


Bholenath Base Jyotirling Mein,
Mahima Jinki Hai Bhari,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Saara Jahaan,
Bholenath Base Jyotirling Mein ॥
Uche Parvat Pe Dekho,
Baba Kedarnath Hai,
Vishwanath Ji Ka Bhakto,
Kashi Mein Dhaam Hai,
Shri Shel Mein Mallikarjun,
Karte Hai Daya,
Bholenath Basen Jyotirling Mein,
Mahima Jinki Hai Bhari,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Saara Jahaan,
Bholenath Base Jyotirling Mein ॥

Chita Bhoomi Vaidyanath Ji,
Daruk Van Nagesh Hai,
Setubandh Rameshwar Ji,
Verun Mein Bhushmesh Hai,
Taakni Mein Bhimashankar,
Sunte Hai Sada,
Bholenath Basen Jyotirling Mein,
Mahima Jinki Hai Bhari,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Saara Jahaan,
Bholenath Base Jyotirling Mein ॥

Amareshwar Omkareshwar,
Ek Ling Ke Bhag Hai,
Mahakaal Ujjain Viraje,
Darshan Se Labh Hai,
Jyotirling Ke Darshan Se,
Hota Hai Bhala,
Bholenath Base Jyotirling Mein,
Mahima Jinki Hai Bhari,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Saara Jahaan,
Bholenath Base Jyotirling Mein ॥

Gautmi Kinare Baba,
Trayambakeshwarnath Hai,
Veeraval Saurashtra Mein,
Baba Somnath Hai,
‘harsh’ Kahe Paap Se Mukti,
Milti Hai Yahaan,
Bholenath Base Jyotirling Me,
Mahima Jinki Hai Bhari,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Saara Jahaan,
Bholenath Base Jyotirling Mein ॥

Bholenath Base Jyotirling Mein,
Mahima Jinki Hai Bhari,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Barah Jyotirling Ko Puje,
Saara Jahaan,
Bholenath Base Jyotirling Mein ॥
भोलेनाथ बसे ज्योतिर्लिंग में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोलेनाथ बसे ज्योतिर्लिंग में, महिमा जिनकी है भारी, बारह ज्योतिर्लिंग को पूजे, बारह ज्योतिर्लिंग को पूजे, सारा जहाँ, भोलेनाथ बसे ज्योतिर्लिंग में ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge