Bigdi Kismat Ko Banana Shiv Bhole Ka Kaam Hai (बिगड़ी किस्मत को बनाना, शिव भोले का काम है - भजन)


Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Rote Ko Palme Hasaye,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Rote Ko Palme Hasaye,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai ॥
Kis Pe Kab Khusi Honge Bhole,
Janta Koi Nahi,
Phool Patjhad Mein Khilana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai ॥

Rasta Muskil Ho Kitana,
Girne Dete Hai Nahi,
Raho Pe Chalna Sikhana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai ॥

Shiv Ki Kripa Nitya Barse,
Bande Is Sansar Mein,
‘Devendr’ Ko Apana Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai ॥

Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Rote Ko Palme Hasaye,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Bigdi Kismat Ko Banana,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Rote Ko Palme Hasaye,
Shiv Bhole Ka Kaam Hai ॥
बिगड़ी किस्मत को बनाना, शिव भोले का काम है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बिगड़ी किस्मत को बनाना, शिव भोले का काम है, रोते को पल में हसाना, शिव भोले का काम है, बिगडी किस्मत को बनाना, शिव भोले का काम है, रोते को पल में हसाना, शिव भोले का काम है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye, Hai Atut Yah Naata Sherawaliye

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr