Bol Bam Bam Pyare Bol Bam Bam (बोल बम बम प्यारे बोल बम बम: शिव भजन)


Bam Bam BamBam Bam Bam Bam Bam,
Jindegi Mein Kuch Bhi Rahega Nahi Gam,
Bol Bam Bam Pyare Bol Bam Bam ॥
Bade Hi Dayalu Bhole Kastha Har Lete Hai,
Dhan Aor Maal Se Khajan Bhar Dete Hai,
Chahe Bol Har Har Chahe Bam Bam,
Bol Bam Bam Pyare Bol Bam Bam ॥

Mere Mahakal Ki To Duniya Diwani Hai,
Bhagato Ko Var Dete Bade Vardani Hai,
Baba Mahakal Sare Har Lenge Gam,
Bol Bam Bam Pyare Bol Bam Bam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Dash Ganesh Tere Charanon Ki Dewani Hai,
Bhole Tere Naam Ka Sahara Mujhe Pana Hai,
Har Pal Har Chan Japun Bam Bam,
Bol Bam Bam Pyare Bol Bam Bam ॥
बोल बम बम प्यारे बोल बम बम: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
बम बम बम बम बम बम बम बम, जिंदगी में कुछ भी रहेगा नही गम, बोल बम बम प्यारे बोल बम बम ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥