Damru Bajaya (डमरू बजाया: भजन)


Aisa Damru Bajaya Bholenath Ne,Doha – Main Himachal Ki Beti,
Mera Bhola Base Kaashi,
Saari Umar Teri Seva Karungi,
Bankar Teri Daas ॥

Aisa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Damru Ko Sunkar Ji Kanha Ji Aaye,
Kanha Ji Aaye Sang Radha Bhi Aaye,
Damru Ko Sunkar Ji Kanha Ji Aaye,
Kanha Ji Aaye Sang Radha Bhi Aaye,
Vahan Sakhiyon Ka Mann Bhi Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Damru Ko Sunkar Ji Ganapati Chale,
Ganapati Chale Sang Kaartik Chale,
Damru Ko Sunkar Ji Ganapati Chale,
Ganpati Chale Sang Kartik Chale,
Vahan Ambe Ka Mann Bhi Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Damru Ko Sunkar Ji Raama Ji Aaye,
Raama Ji Aaye Sang Lakshman Ji Aaye,
Maiya Sita Ka Mann Bhi Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Damru Ko Sunkar Ke Bramha Chale,
Yahaan Bramha Chale Vahaan Vishnu Chale,
Damru Ko Sunkar Ke Bramha Chale,
Yahan Bramha Chale Vahan Vishnu Chale,
Maiya Lakshmi Ka Mann Bhi Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Damru Ko Sunkar Ji Ganga Chale,
Ganga Chale Vahan Yamuna Chale,
Damru Ko Sunkar Ji Ganga Chale,
Ganga Chale Vahaan Yamuna Chale,
Vahan Sarayu Ka Mann Bhi Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Damru Ko Sunkar Ji Sooraj Chale,
Sooraj Chale Vahan Chanda Chale,
Damru Ko Sunkar Ji Sooraj Chale,
Sooraj Chale Vahan Chanda Chale,
Saare Taaron Ka Man Bhi Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥

Aisa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya,
Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥
डमरू बजाया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऐसा डमरू बजाया भोलेनाथ ने, सारा कैलाश पर्वत मगन हो गया, सारा कैलाश पर्वत मगन हो गया, सारा कैलाश पर्वत मगन हो गया, ऐंसा डमरू बजाया भोलेनाथ ने, सारा कैलाश पर्वत मगन हो गया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Gannayak Tum Aa Jao

Meri Sakhiyan Mujhse Poochhe Hai, Kab Aayenge Gajmukh Bolo, Ab Ashtavinayak Aa Jao, Main to Kabse Baat Nihar Rahi, Mere Gananayak Tum Aa Jaon, Main to Kabse Baat Nihar Rahi, Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥

Gauri Sut Shankar Lal

Gauri Sut Shankar Laal, Vinayak Meri Araj Suno, Baitha Bhagvat Maha Pooran, Vinayak Meri Araj Suno, Gauri Sut Shankar Laal, Vinayak Meri Araj Suno ॥

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Nyari

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Niyari, Mata Gaura Shiv Pita Tripurari, Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari, Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Hui Galiyon Mein Jai Jaikaar

Naachi Man Mein Umang, Bhara Khushiyon Ne Rang, Nachi Man Mein Umang, Bhara Khushiyon Ne Rang, Goonji Ganpati Teri Jaikar, Aaya Ganpati Tera Tyauhar, Hui Galiyon Mein Jai Jaikar, Aaya Ganpati Tera Tyauhar ॥