Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye (डमरू बजाए अंग भस्मी रमाए - भजन)


Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska,
Na Jane Wo Damru wala,
Na Jane Wo Damru Wala,
Sab Dev Mein Sab Dev Mein,
Hai Wo Dev Nirala,
Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska ॥
Mastak Pe Chanda,
Jiski Jata Mein Hai Ganga,
Rahti Parvati Sang Mein,
Savari Hai budha Nanda,
Wo Kailashi hai Avinashi,
Pahane Saepo Ki Mala,
Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska ॥

Baghambar Dhari,
Wo Hai Bhola Tripurari,
Rahata Hai Wo Mast Sada,
Jiski Mahima Hai Nyari,
Hai Nyari,
Wo Shiv Shankar Hai Pralayankar,
Rahata Sada Matwala,
Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska ॥

Sare Mil Gaye,
Shiv Shambhu Ko Dhyaye,
Jo Bhi Mange So Paye,
Dar Se Khali Na Jaye,
Jo Aaye,
Bada Hai Dani Bada Hai Gyani,
Sare Jag Ka Rakhwala,
Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska ॥

Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska,
Na Jane Wo Damru wala,
Na Jane Wo Damru Wala,
Sab Dev Mein Sab Dev Mein,
Hai Wo Dev Nirala,
Damru Bajaye Ang Bhasmi Ramaye,
Aur Dhyan Lagaye Kiska ॥
डमरू बजाए अंग भस्मी रमाए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
डमरू बजाए अंग भस्मी रमाए, और ध्यान लगाए किसका, ना जाने वो डमरू वाला, ना जाने वो डमरू वाला, सब देवो में सब देवों में, है वो देव निराला, डमरू बजाए अंग भस्मी रमाये, और ध्यान लगाए किसका ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara!

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara, Hari Ke Bhajan Bin, Hari Ke Bhajan Bin, Nahin Gujara

Sab Dhamo Se Dham Nirala Shri Vrindavan Dham

Sab Dhamon Se Dham Nirala, Shri Vrindavan Dham, Kunj Nikunj Mein Jahan Viraje, Pyare Shyama Shyam, Mera Vrindavan Pyara, Mera Brajdham Hai Nyara..

Main To Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi

Main to Apne Shyam Ki, Diwani Ban Jaungi, Mastani Ban Jaungi...