Darshan Diya Ho Mujhe Darshan Diya (दर्शन दिया, मुझे दर्शंन दिया - भजन)


Bhole Shankar Bhole,,
Tujhe Puje Duniya Sari Re,
Tino Lok Mein Bhole,
Teri Mahima Nyari Re,
Bhole Shankar Bhole,
Tujhe Puje Duniya Sari Re,
Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya,
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile,
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule,
Tino Lok Ke Naath Ne Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya ॥
Bholi Bhali Surat Wale,
Wo Tej Bhari Murat Wale,
Ek Haath Mein Unke Damru Tha,
Han Unki Chavi Mein Damru Tha,
Dekh LIya Meine Dekh Liya,
Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya,
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile,
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule,
Tino Lok Ke Naath Ne Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya ॥

Vish Ko Amtut Karne Wale,
Wo Rop Naye Bharne Wale,
Thi Saath Mein Unke Parvati,
Aradhya Mere Maan Ki Devi,
Dekha Kya Mein To Dekha Kya,
Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya,
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile,
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule,
Tino Lok Ke Naath Ne Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya ॥

Pehle To Sar Pe Haath Rakha,
Phir Mujhko Ashribad Diya,
Gir Gaya Mein Unke Charnon Mein,
Shivji Ne Uthaya Bahon Mein,
Bhagya Jaga Mere Bhagya Jaga,
Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya,
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile,
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule,
Tino Lok Ke Naath Ne Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya ॥

Bhole Shankar Bhole,,
Tujhe Puje Duniya Sari Re,
Tino Lok Mein Bhole,
Teri Mahima Nyari Re,
Bhole Shankar Bhole,
Tujhe Puje Duniya Sari Re,
Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya,
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile,
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule,
Tino Lok Ke Naath Ne Darshan Diya,
Mujhe Darshan Diya ॥
दर्शन दिया, मुझे दर्शंन दिया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले शंकर भोले, तुझे पूजे दुनिया सारी रे, तीनो लोक में भोले, तेरी महिमा न्यारी रे, भोले शंकर भोले, तुझे पूजे दुनिया सारी रे, दर्शन दिया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Darshan Diya Ho Mujhe Darshan Diya Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..