Deedar Karne Aaya Tere Dwar (दीदार, करने आया तेरे द्वार: भजन)


Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥
Alakha Jaga Ke Jogi,
Aaya Tere Dwar,
Aaya Tere Dwar Maiya,
Aaya Tere Dwar,
Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Ang Vibhut Gale Rund Mala,
Dam Dam Damru Bajane Wala,
Gale Mein Sarpo Ka Hai Haar,
Gale Mein Sarpo Ka Hai Haar,
Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Bhiksha Le Ke Nikali Nandarani,
Jogi Ko Dekh Ke Ji Ghabaraye,
Jogi Mero Dar Jaego Laal,
Jogi Mero Dar Jaego Laal,
Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Bhiksha Ka Main Karake Bahana,
Ye Laala Ko Tune Nahin Pahachana,
Tu Hai Bholi Bado Tero Bhaag,
Tu Hai Bholi Bado Tero Bhaag,
Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Tera Laala Hai Jag Ujiara,
Sacchidanand Sabka Rakhwala,
Ye Hai Bhakto Ka Bhagban,
Ye Hai Bhakto Ka Bhagban,
Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Alakha Jaga Ke Jogi,
Aaya Tere Dwar,
Aaya Tere Dwar Maiya,
Aaya Tere Dwar,
Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥
दीदार, करने आया तेरे द्वार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अलख जगा के जोगी, आया तेरे द्वार, आया तेरे द्वार मैया, आया तेरे द्वार, कन्हैंया का दीदार, करने आया तेरे द्वार ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥