Devo Ke Dev He Mahadev (देवो के देव हे महादेव - भजन)


Nathon Ke Nath Mahadev Shiv Shankara
Bheed Me Sunsaan Me Sakshat Shambhunath
Om Ki Gunjar Me Omkar Me Shivnath
Drishya Ya Adrishya Har Pukar Me Har-har
Shoonya Shikhar Sookshm Vrihad Har-har Bholenath
Devon Ke Dev Hey Mahadev
Vishveshwara Sarvopari Twamev
Devon Ke Dev Hey Mahadev
Parmeshwara Hey Shambhu Ekamev

Bhakti Gyan Dhyan Yog Manan Jaap Me
Kasht Vipad Jatil Kutil Tapan Taap Me
Yaksh Daksh Dev Gandharvon Ke Raag Me
Nahin Me Bhi Haan Haan Shiv Har Pratap Me
Dason Disha Navo Khand Aath Pahar Har-har-har

Devon Ke Dev Hey Mahadev
Vihangam Jangam Hey Shambhu Ekemev
Vishveshwara Sarvopari Twamev
Devon Ke Dev Hey Mahadev

Devon Ke Dev Hey Mahadev
Vishveshwara Sarvopari Twamev
Devon Ke Dev Hey Mahadev
Parmeshwara Hey Shambhu Ekamev
देवो के देव हे महादेव - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नाथों के नाथ महादेव शिव शंकर, भीड़ में सुनसान में साक्षात् शम्भुनाथ, ॐ की गुंजार में ओमकार शिव नाथ..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye