Dewata Bhi Swarthi The, Daude Amrat Ke Liye (देवता भी स्वार्थी थे, दौड़े अमृत के लिए - भजन)


Devta Bhi Swarthi the,
Daude Amrit Ke Liye,
Ham Sada Unko Bhajenge,
Jo Jahar Hans Ke Piye,
Ham Naman Unko Karenge,
Jo Jahar Hans Ke Piye ॥Jo Rahe Amrit Ke Pichhe,
Socho Vo Kya Dev Hai,
Jagat Ke Khatir Vish Piya Jo,
Vo Bane Mahadev Hai,
Ham Naman Unko Karenge,
Ham Naman Unko Karenge,
Jo Sada Sabko Diye,
Ham Sada Unko Bhajenge,
Jo Jahar Hans Ke Piye ॥

Auro Ke Khatir Jagat Mein,
Sab Nahin Ji Sakte Hai,
Jo Hai Avinashi Ajanma,
Jahar Vahi Pi Sakte Hai,
Ham Naman Unako Karenge,
Ham Naman Unako Karenge,
Jo Mare Na Na Jiye,
Ham Sada Unko Bhajenge,
Jo Jahar Hans Ke Piye ॥

Devta Bhi Swarthi the,
Daude Amrit Ke Liye,
Ham Sada Unko Bhajenge,
Jo Jahar Hans Ke Piye,
Ham Naman Unko Karenge,
Jo Jahar Hans Ke Piye ॥
देवता भी स्वार्थी थे, दौड़े अमृत के लिए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
देवता भी स्वार्थी थे, दौड़े अमृत के लिए, हम सदा उनको भजेंगे..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Dewata Bhi Swarthi The, Daude Amrat Ke Liye Video

By Dhiraj Kant

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Thari Jai Ho Pavan Kumar Balihari Jaun Balaji

Lal Langoto Hath Me Soto, Thari Jay Jo Pavan Kumar, Main Vari Jaoon Balaji,

Ude Ude Bajrangbali, Jab Ude Ude

Ude Ude Bajrangbali, Jab Ude Ude Hanuman Ude Udte Hi Gaye, Sab Dekh Rahe Hai Khade Re Khade

Nit Ratun Nam Baba, Naukari Miljya Jai Hanuman

Nit Ratun Naam Baba, Aajya Kaam Aaj, De De Isa Vardaan, Naukri Miljya Jai Hanuman ॥

Salasar Mein Jiska, Aana Jana Ho Gaya

Salasar Mein Jiska, Aana Jana Ho Gaya, Vo Hi Meri Baba Ka, Deewana Ho Gaya...