Ek Bar Mukh Se Jo Bol Bam Kahoge (एक बार मुख से जो, बोल बम कहोगे - भजन)


Maan Mein Jo Vishvas Hai,
To Haradam Prabhu Paas Hai,
Kavad Utha Kar Ke Chal,
Darshan Ki Gar Pyaas Hai,
Har Har Bam Bam,
Bam Bam Har Har,
Har Har Bam Bam Japata Chal,
Ek Baar Mukh Se Jo,
Bol Bam Kahoge,
Jindagi Mein Phir Sada,
Bam Bam Rahoge ॥
Ek Baar Chal Baba Dham,
Bhole Ke Charano Ko Tham,
Muhn Manga Var Payega,
Pure Honge Tere Kaam,
Har Har Bam Bam,
Bam Bam Har Har,
Har Har Bam Bam Japta Chal,
Tu Japle Bam Bam Japle,
Ho Tu Japle Bam Bam,
Jagalo Kismat Soi Hue,
Soi Hue Soi Hue,
Ek Baar Mukh Se Jo,
Bol Bam Kahoge,
Jindagi Mein Phir Sada,
Bam Bam Rahoge ॥

Papon Se Mukti Mile,
Har Ek Sankat Tale,
Balawan Ho Aatma,
Bhakti Se Shakti Mile,
Har Har Bam Bam,
Bam Bam Har Har,
Har Har Bam Bam Japata Chal,
Ek Baar Mukh Se Jo,
Bol Bam Kahoge,
Jindagi Mein Phir Sada,
Bam Bam Rahoge ॥

Masti Mein Ho Ke Magan,
Bhole Ka Gaye Ja Gun,
Phir Tu Kahe ‘Lakhkha’ Sun,
Paega Phir Darshan,
Har Har Bam Bam,
Bam Bam Har Har,
Har Har Bam Bam Japata Chal,
Ek Baar Mukh Se Jo,
Bol Bam Kahoge,
Jindagi Mein Phir Sada,
Bam Bam Rahoge ॥

Maan Mein Jo Vishvas Hai,
To Haradam Prabhu Paas Hai,
Kavad Utha Kar Ke Chal,
Darshan Ki Gar Pyaas Hai,
Har Har Bam Bam,
Bam Bam Har Har,
Har Har Bam Bam Japata Chal,
Ek Baar Mukh Se Jo,
Bol Bam Kahoge,
Jindagi Mein Phir Sada,
Bam Bam Rahoge ॥
एक बार मुख से जो, बोल बम कहोगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन में जो विश्वास है, तो हरदम प्रभु पास है, कावड़ उठा कर के चल, दर्शन की गर प्यास है, हर हर बम बम, बम बम हर हर, हर हर बम बम जपता चल, एक बार मुख से जो, बोल बम कहोगे, जिंदगी में फिर सदा, बम बम रहोगे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..