Gajanand Aangan Aaya Ji (गजानंद आँगन आया जी - भजन)


Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji,
Aangan Aaya Ji Gajanand,
Aangan Aaya Ji,
Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji ॥
Paan Chadaun Phool Chadaun,
Aur Chadaun Mewa Ji,
Ladoowan Ka To Bhog Lagaun,
Shree Ganaraya Ji,
Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji ॥

Riddhi Manaun Siddhi Manaun,
Aur Manaun Maa Gaura Ji,
Shiv Shankar Ka Dhyan Lagaun,
Prathame Dhyava Ji,
Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji ॥

Dwar Sajava Kalash Sajawa,
Bandanawar Lagawan Ji,
Dhup Deep Aur Kara Arati,
Mangal Gawan Ji,
Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji ॥

Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji,
Aangan Aaya Ji Gajanand,
Aangan Aaya Ji,
Mhara Maa Gauri Ka Laal,
Gajanand Aangan Aaya Ji ॥
गजानंद आँगन आया जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
म्हारा माँ गौरी का लाल, गजानंद आँगन आया जी, आंगन आया जी गजानंद, आंगन आया जी, म्हारा माँ गौरी का लाल, गजानन्द आँगन आया जी ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Maa Tu Hi Tu

Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu, Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu ॥

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare

Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri, Liye Sankat Hajaro Ke Haar, Aaj Chinta Maa Har Lena Meri, Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥