Hari Hari Bhang Ka Maja Lijiye (हरी हरी भांग का मजा लीजिये - भजन)


Hari Hari Bhang Ka Maja Lijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥
Iski Har Patti Mein Azab Khumaar Hai,
Isiliye Bhang Bhole Peete Baar Baar Hai,
Bhang Pike Prem Shiv Se Badha Lijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥

Sawan Maheena to Bas Ek Bahana Hai,
Bhang Booti Peene Ka to Chalan Purana Hai,
Bhang Ki Tarang Se Na Dara Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥

Karamaat Bhang Mein Bhaari Duri Sab Mitaye Re,
Bhang Ke Deewano Ko Bas Najar Shiv Hi Aaye Re,
Leke Shiv Ka Naam Ghut Bhara Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥

Ek Sau Aath Lota Bhang Pike ‘Raju’ Gaaye Re,
Bhang Hi 'pawan’ Bhakto Ko Shiv Se Milaye Re,
Yoon Na Apne Aapko Saja Deejiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥

Hari Hari Bhang Ka Maja Lijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye,
Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥
हरी हरी भांग का मजा लीजिये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हरी हरी भांग का मजा लीजिये, सावन में शिव की बूटी पिया कीजिये, सावन में शिव की बूटी पिया कीजिये ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Hari Hari Bhang Ka Maja Lijiye Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye