Haridwar Jaungi Sakhi Na Laut Ke Aaungi (हरिद्वार जाउंगी, सखी ना लौट के आऊँगी: शिव भजन)


Sakhi Haridwar Jaungi,
Haridwar Jaungi,
Sakhi Na Laut Ke Aungi,
Mere Uthe Virah Mein Phir,
Sakhi Haridwar Jaungi ॥
Chod Diya Meine Bhojan Paani,
Bhole Teri Yaad Mein,
Chod Diya Meine Bhojan Paani,
Bhole Teri Yaad Mein,
Mere Nainan Barse Nir,
Sakhi Haridwar Jaungi ॥

Sundar Saloni Surat Pe,
Diwani Ho Gae,
Ab Kese Dharu Dhir Sakhi,
Sakhi Haridwar Jaungi,
Mere Uthe Virah Mein Pir,
Sakhi Haridwar Jaungi ॥

Is Duniya Ke Riste Nate,
Sab Tod Diya,
Tujhe Kese Dikhaun Dil Chir,
Sakhi Haridwar Jaungi,
Mere Uthe Virah Mein Pir,
Sakhi Haridwar Jaungi ॥
BhaktiBharat Lyrics

Nain Lade Mere Bhole Se,
Bavari Ho Gae,
Duniya Se Ho Gae Anjani,
Sakhi Haridwar Jaungi,
Mere Uthe Virah Mein Pir,
Sakhi Haridwar Jaungi ॥
हरिद्वार जाउंगी, सखी ना लौट के आऊँगी: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
सखी हरिद्वार जाउंगी, हरिद्वार जाउंगी, सखी ना लौट के आऊँगी, मेरे उठे विरह में पीर, सखी हरिद्वार जाउंगी ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥