Hey Shiv Bhole mMujhpar Do Aisa Rang Chadaye (हे शिव भोले मुझ पर, दो ऐसा रंग चढ़ाय - भजन)


Hey Shiv Bhole Mujh Par,
Do Asha Rang Chadhaya,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥
Hey Shivshankar Hey Karunakar,
Hey Tribhuban Ke Swami,
Hey Rameswar Jay Mahakal,
Shri Nageswara Antaryami,
Baidhnath Hey Somnath,
Tum Bhole Digambar,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥

Maan Mera Shivala Ho,
Aur Dil Mein Ho Teri murat,
Jab Jab Bhi Ankhen Kholun,
Mere Samne Teri Ho Surat,
Ab Rahe Na Tumse Dur,
Kar Do Asha Upay,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥

Swarth Bhari Duniya Mein Bhole,
Ek Aasara Tera,
Pakka Hai Biswas Mujhe,
Tu Bhar Dega Daman Mera,
‘Dilabar’ Dil Se Dil Ka,
Ye Taar Jud Jay,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥

Hey Shiv Bhole Mujh Par,
Do Asha Rang Chadhaya,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥
हे शिव भोले मुझ पर, दो ऐसा रंग चढ़ाय - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे शिव भोले मुझ पर, दो ऐसा रंग चढ़ाय, रोम रोम मेरा शिव बोले, मन बोले नमः शिवाय ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Riddhi Siddhi Ke Sang Mein Hey Gauri Laal Padharo

Riddhi Siddhi Ke Sang Mein, Hey Gauri Laal Padharo, Sab Badha Vighan Mita Kar, Sab Badha Vighan Mita Kar, Mere Karaj Sabhi Sanvaro, Ridhi Siddhi Ke Sang Mein, Hey Gauri Laal Padharo ॥

Ganpati Ke Charno Mein Dhyan Laga Le Re

Ganpati Ke Charno Mein, Dhyan Laga Le Re, Riddhi Aur Siddhi, Tumhai Sab Mil Jaye Re, Ganpati Ke Charno Mein, Dhyan Laga Le Re ॥

Aana Ganapati Deva Hamare Ghar Kirtan Mein

Aana Ganapati Deva, Hamare Ghar Kirtan Mein, Mangal Karaj Ho Jab, Hamare Ghar Aangan Mein,
Darshan Dikhana Tum, Humko Ae Deva, Aana Hoke Sawar, Mushak Wale Vahan Mein, Aana Ganapati Deva,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥

Ganpati Ji Ganesh Nu Manaiye

Ganpati Ji Ganesh Nu Manaiye, Sare Kaam Raas Honge, Har Kaam Naal Pahala Hi Dhiyaiye, Sare Kaam Raas Honge, Ganpati Ji Ganesh Nu Dhyaiye, Sare Kaam Raas Honge, Sare Kaam Raas Honge ॥

Jai Ganesh Jai Mere Deva

Jai Ganesh Jai Mere Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva, Maata Jaki Parvati Hai, Maata Jaki Parvati Hai, Pita Mahadeva Re Deva, Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥