Hum Haridwar me Jayenge Bhole ki Kawad Thayenge (हम हरिद्वार में जाएंगे भोले की कांवड़ थाएंगे - भजन)


Bholenath Mere Bholenath Mere
Bholenath Mere Bholenath
Haridwar Mein Jayenge,
Ham Haridwar Mein Jayenge
Bhole Kee Kaanvad Thayenge
Ham Haridwar Mein Jayenge

Yahan Shiv Ke Bhakton Ka Mela Lagta
Jay Bhole Ka Naara Bajta
Ganga Jal Hum Layenge
Haridwar Mein Jayenge...

Bam Bam Bam Ba-Bam
Bam Laharee

Shiv Bhakton Ka Pyara Sath Hai
Mahakal Ka Mujhpe Hath
Om Namah Shivay, Namah Shivay
Namah Shivay Gayenge
Haridwar Mein Jayenge...

Haridwar Mein, Bam Bam
Rishikesh Mein, Bam Bam
Har Ki Paudi, Bam Bam
Lakshman Jhoola, Bam Bam
Chandi Maiya, Bam Bam
Mansa Maiya, Bam Bam
Paanipat Bole, Bam Bam
हम हरिद्वार में जाएंगे भोले की कांवड़ थाएंगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोलेनाथ मेरे भोलेनाथ मेरे, भोलेनाथ मेरे भोलेनाथ...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mahakal Ki Gulami Mere Kam Aarhi Hai

Mahakal Ki Gulami, Mere Kaam Aa Rahi Hai, Unki Hi Kripa Se Ekdam Mast Zindagi Hai

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye

Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye, Bhole Tere Naam Ke Pujari Ho Gaye ॥

Mahakal Meri Manzil Ujjain Hai Thikana

Mahakal Meri Manjil, Ujjain Hai Thikana, Main Gulam Hun Bhole Ka, Mere Saath hai Jamana, Mahakal Meri Manjil, Ujjain Hai Thikana ॥

Mahakal Ki Sharan Mein

Sabako Mila Shahara, Mahakal Ki Sharan Mein, Hai Kaal Bhi To Hara, Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara, Mahakal Ki Sharan Mein ॥