Hum Ko Mann Ki Shakti Dena (हम को मन की शक्ति देना - प्रार्थना)


Ham Ko Mann Ki Shakti Dena, Mann Vijai Karain।
Dusaron Ki Jai Se Pahale, Khud Ko Jai Karain।
Bhedabhav Apane Dil Se Saaf Kar Sakain।
Doston Se Bhool Ho Too Maaf Kar Sakain।
Jhooth Se Bache Rahain, Sach Ka Dam Bharain।
Dusaron Ki Jai Se Pahale, Khud Ko Jai Karain।
॥ Ham Ko Mann Ki Shakti Dena...॥

Mushkilen Pade Too Ham Pe Itana Karm Kar।
Sath De Too Dharm Ka, Chalain to Dharm Par।
Khud Pe Hausala Rahen, Badi Se Na Darain।
Dusaron Ki Jai Se Pahale, Khud Ko Jai Karain।

Ham Ko Mann Ki Shakti Dena, Mann ViJai Karain।
Dusaron Ki Jai Se Pahale, Khud Ko Jai Karain।
हम को मन की शक्ति देना - प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
हम को मन की शक्ति देना, मन विजय करें। दूसरों की जय से पहले...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanPrayer Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ghar Mein Padharo Bhole Baba

Ghar Mein Padharo Bhole Baba, Mere Ghar Mein Padharo, Kastha Niwaro Bhole Baba, Mere Ghar Mein Padhare, Ghar Mein Padharo Bhole Baba, Mere Ghar Mein Padharo ॥

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Gaura Lalla Ko Manao To Jaane

Gaura Lalla Ko Manao to Jaane, Ghar Inko Bulao to Jaane...... ॥

Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai

Parvati Tera Bhola, Jagat Mein Sabse Nirala Hai । Jo Mai Hoti Ganga Jaisi

Shambhu Mera Tu Hi Tu

Shambhu Ki Masti Mein Maan Ko Dubaya, Shambhu ki Maya Mein Dil Ko Lagaya, Shambhu Ki Chaya Mein Khud Ko Basaya, Shambhu Ko Apana Haath Thamaya, Shambhu Har Rag Mein Hai Tu hi Tu,
Har Kaan Mein Mein Tu Hi Tu, Jahan Bhi Dekhun Hardam Harpal Dikhata Bas Tu Hi Tu,
Shambhu Mera Tu Hi Tu Rag Rag mein Tu Hi Tu ॥