Jag Main Sundar Hain Do Naam (जग में सुन्दर है दो नाम - भजन)


Jag Mein Sundar Hain Do Naam, Chahe Krishn Kaho Ya Ram ।
Bolo Ram Ram Ram, Bolo Shyam Shyam Shyam ॥
Makhan Braj Mein Ek Churave, Ek Ber Bhilni Ke Khawe ।
Prem Bhav Se Bhare Anokhe, Donon Ke Hain Kam ॥

Ek Hriday Mein Prem Badhave, Ek Tap Santap Mitave ।
Donon Sukh Ke Sagar Hain, Aur Donon Puran Kam ॥

Ek Kans Papi Ko Mare, Ek Dusht Ravan Sanhare ।
Donon Deen Ke Duhkh Harat Hain, Donon Bal Ke Dham ॥

Ek Radhika Ke Sang Raje, Ek Janki Sang Biraje ।
Chahe Sita-ram Kaho, Ya Bolo Radhe-shyam ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
जग में सुन्दर है दो नाम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जग में सुन्दर हैं दो नाम, चाहे कृष्ण कहो या राम। बोलो राम राम राम...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Krishna BhajanRam Navami BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami Bhajan

Other Popular Jag Main Sundar Hain Do Naam Video

By Anup Jalota

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sajado Ghar Ko Gulshan Sa

Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa, Awadh Me Ram Aayen Hain | Mere Sarkar Aaye Hain..

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga । Ham Bhakton Ko Darash Dikhana Hoga

Tumse Lagi Lagan Le Lo Apni Sharan Paras Pyara

Tum Se Lagi Lagan, Le Lo Apni Sharan, Paras Pyara, Meto Meto Ji Sankat Hamara

Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai

Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai, Nacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai, Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai

Shri Govardhan Maharaj

Shri Govardhan Mahaaraaj, O Mahaaraaj, Tere Maathe Mukut Viraaj Raheo...