Jagmag Jyot Jali Hai Shri Ram Aarti (जगमग जगमग जोत जली है, आरती श्री राम जी)


Popular bhajan/aarti prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Katha and Akhand Ramayana.
Jagmag Jagmag Jyot Jali Hai।
Ram Aarti Hon Lagi Hai॥

Bhakti Ka Dipak Prem Ki Baati।
Aarti Sant Kare Din Raati॥

Anand Ki Sarita Ubhari Hai।
Jagmag Jagmag Jyot Jali Hai॥

Kanak Singhaasan Siya Sameta।
Baithahi Ram Hoi Chit Cheta॥

Vaam Bhag Mein Janak Lali Hai।
Jagmag Jagamag Jyot Jali Hai॥

Aarti Hanumat Ke Man Bhave।
Rama Katha Nit Shankar Gaave॥

Santon Ki Ye Bheed Lagi Hai।
Jagmag Jagamag Jyot Jali Hai॥
जगमग जगमग जोत जली है, आरती श्री राम जी - हिन्दी में पढ़ें
जगमग जगमग जोत जली है। राम आरती होन लगी है॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu Bhajan

Other Popular Jagmag Jyot Jali Hai Shri Ram Aarti Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chhat Puja: Kelwa Ke Paat Par

Oo Je Kerwa Je Pharela Khabad Se, Ohi Par Suga Madaraye। Marbo Re Sugwa Dhanukh Se...

Chhatti Maiya Mamta Lutave

Chhatti Maiya Mamta Lutave, Naahi aachara samay, Aave kathin samaya, Aayi banke sahay

Chhat Puja: Jode Jode Falwa

Jode jode falwa suruj dev, Ghatwa pe tiwai chadhawele ho, Jal beech khada hoi darshan la

Kabahun Na Chhooti Chhath

Chhath Puja: Kabahun Na Chhuti Chhathi Maiya, Hamani Se Barat Tohar

Aaditamal Ke Pakki Re Sadkiya

Aaditamal Ke Pakki Re Sadkiya, Kujda Chhanela Dokan, Ghodva Chadhal Aile Kavan Dev