Janme Awadh Raghuraiya Ho (जन्मे अवध रघुरइया हो: भजन)


Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sundarkand, Ramacharitmanas Katha Aur Akhand Ramayan Ke Path Mein Pramukhta Se Gaye Jane Vala Bhajan ।
Janme Awadh Raghuriya Ho, Sab Mangal Manavo
Roop Me Anoop Charo Bhiya Ho,
Sab Mangal Manavo,
Ek Shyam Jo Neel Kamal Ho
Ya Jamuna Ka Nirmal Jal Ho
Dooje Ki Hai Chand Si Goriya Ho
Sab Mangal Manavo,
Barsan Suman Devgan Aaye
Darsan Ka Sab Labh Uthaye
Teeno Lok Raja Ko Badhiya Ho
Sab Mangal Manavo,
Jal Gaye Deepak Mani Diwali
Mantri Kare Khajana Khali
Rahi Bante Kamadhenu Gaiyan Ho
Sab Mangal Manavo,
जन्मे अवध रघुरइया हो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जन्मे अवध रघुरइया हो, सब मंगल मनावो, रूप मे अनूप चारो भइया हो,
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanRam Navami BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanBadhai BhajanBirthday BhajanNewborn BhajanRajan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka

Mein Maa Anjani Ka Lala Shree Ram Bhakt Matvala, Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka, Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥

Rom Rom Mein Jiske Shri Ram Samaya Hai

Rom Rom Mein Jiske, Shri Ram Samaya Hai, Aaj Usi Bajrang Ka, Ye Utsav Aaya Hai ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..