Jiski Lagi Lagan Bholenath Se (जिसकी लागी लगन भोलेनाथ से - भजन)


Jiski Lagi Lagan Bholenath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Jiski Lagi Lagan Shambhunath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se ॥
Bhole Baba Ka Leta Jo Naam Hai,
Usaka Ban Jaata Har Bigada Kaam Hai,
Bhole Baba Ka Leta Jo Naam Hai,
Usaka Ban Jaata Har Bigada Kaam Hai,
Jiska Nata Hai Basukhi Naath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se ॥

Jiske Dil Mein Hai Shiv Ka Shivala Basa,
Uske Jivan Mein Koi Bhi Dukh Na Raha,
Jiske Dil Mein Hai Shiv Ka Shivala Basa,
Uske Jivan Mein Koi Bhi Dukh Na Raha,
JIsne Prem Kiya Bhootnaath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se ॥

Shiv Ke Charanon Ka Jisne Liya Shahara,
Uska Baal Bhi Banka Kabhi Na Hua,
Shiv Ke Charanon Ka Jisne Liya Shahara,
Uska Baal Bhi Banka Kabhi Na Hua,
‘Urmil’ Rahata Hai Vo Haradam Thaath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se ॥

Jiski Lagi Lagan Bholenath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Jiski Lagi Lagan Shambhunath Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se,
Wo Darta Nahi Kisi Baat Se ॥
जिसकी लागी लगन भोलेनाथ से - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिसकी लागी लगन भोलेनाथ से, वो डरता नहीं किसी बात से, जिसकी लागी लगन शम्भूनाथ से, वो डरता नहीं किसी बात से, वो डरता नहीं किसी बात से ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Me Shiva Man Me Shiva

Nandi Pe Chali Hai Barat Bhole Ki, Sabse Alag Hai Yo Baat Bhole Ki, Are Shukar Nache Shanichar Nache, Sang Mein Bhoot Pishachar Nache, Dekh Le Tu Goraan Yo Thath Bhole Ki...

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama