Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein (जिसकी लागी रे लगन भगवान में - भजन)


Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein,
Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।
Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein,
Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Tan Ka Diya Man Ki Bati, Hari Bhajan Ka Tel Re ।
Tan Ka Diya Man Ki Bati...
Kahe Ko Tu Ghabrata Hai, Ye to Prabhu Ka Khel Re ।
Kahe Ko Tu Ghabrata Hai...
॥ Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein… ॥

Is Duniya Mein Kaun Banaye, Sabke Bigde Kaam Re ।
Is Duniya Mein Kaun Banaye...
Anhoni Ko Honi Karde, Uska Naam Hai Ram Re ।
Is Duniya Mein Kaun Banaye...
॥ Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein… ॥

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein,
Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।
जिसकी लागी रे लगन भगवान में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिसकी लागी रे लगन भगवान में, उसका दिया रे जलेगा तूफान में।
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥