Jisne Bhi Hai Sacche Man Se (जिसने भी है सच्चे मन से - भजन)


Jisne Bhi Hai Sacche Man Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya,
Khus Hokar Ke Shiv Bhole Ne,
Maanchaha Bardan Diya,
Jisne Bhi Hai Sachhe Maan Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya ॥
Sab Devo Main Dev Nirala,
Mera Damru Wala Hai,
Soo Baaton Ki Ek Baat Ye,
Bhakto Ki Rakhwala Hai,
Bhakto Ka Haar Kaam Prabhu Ne,
Pal Main Turat Sawar Diya,
Khus Hokar Ke Shiv Bhole Ne,
Maanchaha Bardan Diya,
Jisne Bhi Hai Sachhe Maan Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya ॥

Devon Ko Amrut Manthan Main,
Hire Moti Loot Liya,
Jab Bis Ki Bari Aae To,
Usko Kese Koun Piya,
Nilkantha Tha Naam Pada Tera,
Jab Tumne Bispaan Kiya,
Khus Hokar Ke Shiv Bhole Ne,
Maanchaha Bardan Diya,
Jisne Bhi Hai Sachhe Maan Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya ॥

Bhang Dharuta Khakar Bhole,
Parbat Upar Baas Kare,
Sang Biraje Parvati Maa,
Jo Bhakto Ke Kasth Hare,
Shivshakti Ke Sumiran Ne,
Bhakto Ka Beda Paar Kiya,
Khus Hokar Ke Shiv Bhole Ne,
Maanchaha Bardan Diya,
Jisne Bhi Hai Sachhe Maan Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya ॥

Jisne Bhi Hai Sacche Man Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya,
Khus Hokar Ke Shiv Bhole Ne,
Maanchaha Bardan Diya,
Jisne Bhi Hai Sachhe Maan Se,
Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya ॥
जिसने भी है सच्चे मन से - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिसने भी है सच्चे मन से, शिव भोले का ध्यान किया, खुश होकर के शिव भोले ने, मनचाहा वरदान दिया, जिसने भी हैं सच्चे मन से, शिव भोले का ध्यान किया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Jisne Bhi Hai Sacche Man Se Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mujhe Radharani Mera Shyam Mila De

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya. Hori Re Hori Re Barjori Re Rasiya॥

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya, Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya...

Holi Holi Sanware Ki Aae Holi

Holi Holi Holi Holi Holi, Holi Holi Holi Sanware Ki Aae Holi, Gokul Bhiga Mathura Bhiga Bhagato Ki Bhigi Toli,
Holi Holi Holi Holi Holi ॥

Holi Re Holi Barsane Ki Holi

Radha Krishna Ne Mil kar Kheli Barsane Ki Holi, Sang Kishan Ke Gwal Sakha Hai Sakhiyan Radha Toli,
Holi Re Holi Barsane Ki Holi ॥

Aayo Gandgaon Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor

Aayo Nandganv Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor । Natwar Nand Kishor, Aayo Chhaliya Makhan Chor Sang Mein Gwal Baal Mastane, Rabdi Tikiya Ghote Chhane । Saje Swang Mein Dhap Manmaane ।