Jo Shiv Naam Hothon Pe Chadh Gayo Re (जो शिव नाम होठों पे चढ़ गयो रे: भजन)


Jo Shiv Naam Hothon Pe Chadh Gayo Re,
To Samjho Ye Jeevan Sanwar Gayo Re ॥
Man Mein Basa Le Tu Shiv Ka Shivala,
Saath Chalega Tere Damru Wala,
Jo Man Shiv Ki Bhakti Mein Ram Gayo Re,
To Samjho Ye Jeevan Sanwar Gayo Re ॥

Jag Ki Ye Maya Badi Uljhaye,
Paap Karm Bhakti Ke Aade Aave,
Jo Shivji Ne Hath Sir Pe Dhar Diyo Re,
To Samjho Ye Jeevan Sanwar Gayo Re ॥

Bam Bam Basuki Ka Naam Bada Pyara,
Naam Ne Lakho Ko Paar Utaara,
Jo Bholenath Ne Hath Pakad Liyo Re,
To Samjho Ye Jeevan Sanwar Gayo Re ॥

Jo Shiv Naam Hothon Pe Chadh Gayo Re,
To Samjho Ye Jeevan Sanwar Gayo Re ॥
जो शिव नाम होठों पे चढ़ गयो रे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जो शिव नाम होठों पे चढ़ गयो रे, तो समझो ये जीवन संवर गयो रे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye