Kar Pranam Tere Charno Me: Morning Prarthana (कर प्रणाम तेरे चरणों में - प्रार्थना)


Pratahkal Ki Prarthana
Kar Pranam Tere Charnon Mein Lagta Hoon Ab Tere Kaaj ।
Palan Karne Ko Aagya Tab Main Niyukt Hota Hoon Aaj ॥
Antar Mein Sthit Rah Meri Bagdor Pakde Rahana ।
Nipat Nirankush Chanchal Man Ko Savdhan Karte Rahana ॥

Antaryami Ko Antah Sthit Dekh Sashankit Hove Man ।
Paap Vasna Uthate Hi Ho, Nash Laaj Se Vah Jal Bhun ॥

Jeevon Ka Kalrav Jo Din Bhar Sunane Mein Mere Aave ।
Tera Hi Gunman Jaan Man Pramudit Ho Ati Sukh Paave ॥

Tu Hi Hai Sarvatr Vyapt Hari ! Tujhmen Yah Sara Sansar ।
Isi Bhavna Se Antar Bhar Miloon Sabhi Se Tujhe Nihar ॥

Pratipal Nij Indriy Samuh Se Jo Kuchh Bhi Aachar Karun ।
Keval Tujhe Rijhane, Ko Bas Tera Hi Vyavahar Karun ॥
कर प्रणाम तेरे चरणों में - प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
कर प्रणाम तेरे चरणों में लगता हूं अब तेरे काज । पालन करने को आज्ञा तब मैं नियुक्त होता हूं आज ॥
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Gopi Geet - Jayati Te Dhikam Janmana

Jayati Tedhikan Janmana Vrajah Shrayat Indira Shashvadatr Hi । Dayit Drshyatan Dikshu Tavaka Stvayi Dhrtasavastvan Vichinvate ॥

Chhat Puja: Ho Deenanath Chhath Puja Songs

Chhat Puja: Sona Sat Kuniya, Ho Deenanath He Ghoomichha Sansar...

Chhat Puja: Kelwa Ke Paat Par

Oo Je Kerwa Je Pharela Khabad Se, Ohi Par Suga Madaraye। Marbo Re Sugwa Dhanukh Se...

Chhatti Maiya Mamta Lutave

Chhatti Maiya Mamta Lutave, Naahi aachara samay, Aave kathin samaya, Aayi banke sahay

Chhat Puja: Jode Jode Falwa

Jode jode falwa suruj dev, Ghatwa pe tiwai chadhawele ho, Jal beech khada hoi darshan la