Kardo Dur Prabhu Mere Mann Me Andhera Hai (कर दो दूर प्रभु, मेरे मन में अँधेरा है: भजन)


Kar Do Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai,
Jab Se Teri Lagan Lagi,
Hua Mann Mein Savera Hai,
Kar Don Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai ॥
Hari Tumase Bichhade Hue,
Kai Yug Beet Gaye,
Ab Aan Milo Priyatam,
Mere Mann Mein Pyar Tera Hai,
Kar Don Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai ॥

Itna to Bata Do Mujhe,
Meri Manzil Hai Kahan,
Ab Le Chalo Mujhko,
Jahan Santo Ka Dera Hai,
Kar Don Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai ॥

Darshan Paye Bina,
Dar Se Hatenge Nahin,
Ab Hamne Daal Liya,
Tere Dar Pe Dera Hai,
Kar Don Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai ॥

Jab Se Teri Lagan Lagi,
Mere Mann Ki Kaliyan Khilin,
Ab Jaag Uthi Kismat,
Hua Darshan Tera Hai,
Kar Don Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai ॥
bhaktibharat Lyrics

Kar Do Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai,
Jab Se Teri Lagan Lagi,
Hua Mann Mein Savera Hai,
Kar Don Dur Prabhu,
Mere Mann Mein Andhera Hai ॥
कर दो दूर प्रभु, मेरे मन में अँधेरा है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कर दो दूर प्रभु, मेरे मन में अँधेरा है, जब से तेरी लगन लगी, हुआ मन में सवेरा है...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanShri Vishnu BhajanShri Hari BhajanShri Krishna BhajanHare Krishna BhajanIskcon BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanMridul Shastri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Meri Tulsi Ke Gamle Pe Pm Likha Hai

Meri Tulsi Ke Gamle Pe Om Likha Hai, Om Likha Hai Hariom Likha Hai।