Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji (कथा कहिए भोले भण्डारी जी - भजन)


Puchhe Pyari Shailkumari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
Pratham Sokaran Kahahu Bichari
Nirgun Bramha Shagun Bapu Dhari
Brahm Ban , Brahm Bane Avadh Bihari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
Brahm Bane Avadh Bihari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Puchhe Pyari Shailkumari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Kahie Katha Prabhu Ram Avtar Ki
Mahakal Kahiye Baal Charit Udaar Ki
Kaise Byahe, Kaise Byahe Janak Dulari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
Kaise Byahe Janak Dulari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Puchhe Pyari Shailkumari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Dosh Kavan Raj Raje Mere Sarkar Ki
Kahie Banwasi Ram Charit Apaar Ki
Kaise Die, Kaise Die Ravan Ko Maari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
Kaise Diye Ravan Ko Maari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Puchhe Pyari Shailkumari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Raj Ramchandr Ji Ki Kahiye Na Leela
Mere Nath Vishwanath Shambhu Sukh Shila
Kaisa Dham, Kaise Dhaam Gaye Hain Kharari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
Kaise Dhaam Gaye Hain Kharari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Puchhe Pyari Shailkumari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Poochhne Mein Chhut Gaya Raajan Se Jo Bhi
Rakhiye Na Gopniy Nath Usko Bhi
Sharan Mein, Sharan Mein Aapke Shikari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
Sharan Mein Aapke Shikari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।

Puchhe Pyari Shailkumari
Katha Kahiye Bhole Bhandari Ji ।
कथा कहिए भोले भण्डारी जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पूछे प्यारी शैल कुमारी कथा कहिए भोले भण्डारी जी, प्रथम सोकारन कहहू बिचारी निर्गुण ब्रम्हा शगुन बपु धारी..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanRajan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya, Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya...

Holi Bhajan: Holi Khel Rahe Nandlal

Holi Khel Rahe Nandalal Vrindavan Kunj Galin Mein। Vrindavan Kunj Galin Mein, Vrindavan Kunj Gali

Holi Bhajan: Faag Khelan Barasane Aaye Hain Natwar Nand Kishore

Faag Khelan Barasane Aaye Hain, Natwar Nand Kishore । Gher Lai Sab Gali Rangili, Chhay Rahi Chhabi Chhata Chhabili.

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...