Kawad Utha Le Dhyan Shiv Ka Laga Le (कावड़ उठाले ध्यान, शिव का लगा ले - भजन)


Kawad Utha Le Dhyan,
Shiv Ka Lagale ॥
Doha - Shiva Saman Data Nahi,
Bipati Nivaran Haar,
Lajja Sabki Rakhiyon,
Shiv Vardha Ke Ashbar ॥

Kawad Utha Le Dhyan,
Shiv Ka Lagale,
Bhar Denge Jholi Bhole,
Bigdi Bana Le,
Har Har Mahadev,
Har Har Mahadev ॥

Sawan Ki Dekho,
Barse Badariya,
Lagan Lagi Bhole Se,
Ruke Na Kawadiya,
Namah Shivay Om,
Namah Shivay,
Har Koi Bole Bam Bam,
Ke Jaykare,
Bhar Denge Jholi Bhole,
Bigdi Bana Le,
Har Har Mahadev,
Har Har Mahadev ॥

Koi Laaye Kawad Bhar Ke,
Ganga Jal Se,
Koi Lae Kawad Bharake,
Yamuna Ke Jal Se,
Namah Shivay Om,
Namah Shivay,
Har Har Mahadev,
Main Bhi Apni Kawad Laya,
Chambal Ke Jal Se,
Ram Teri Sharan Mein Aaya,
Phariyad Sun Le,
Bhar Denge Jholi Bhole,
Bigdi Bana Le,
Har Har Mahadev,
Har Har Mahadev ॥
कावड़ उठाले ध्यान, शिव का लगा ले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कावड़ उठाले ध्यान, शिव का लगा ले, भर देंगे झोली भोले, बिगड़ी बना ले, हर हर महादेव, हर हर महादेव ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Kawad Utha Le Dhyan Shiv Ka Laga Le Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mere Uthe Virah Me Pir

Mere Uthe Virah Me Pir, Sakhi Brundaban Jaungi, Murali Baje Yamuna Tir, Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Tadapata Hai Tera Ye Daas Sambhalo

Chale Aao, Tadapta Hai Tera Ye Daas Sambhalo, Milan Ki Aas Na Tute Sambhalo ॥

Hum Hath Utha Kar Kehte Hai Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke

Hum Hath Utha Kar Kehte Hai, Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke, Hum Shish Jhuka Kar Kahte Hai, Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke ॥

Sri Sad-Goswamyastakam

Krishnotkirtan-gan-nartan-parau Premamritambhonidhi, Dhiraadhirjan-priyou Priyakarau Nirmatsarau Pujitou ।