Kesariya Kesariya Aaj Humaro Man (केसरिया केसरिया आज हमारो मन - भजन)


Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man Kesariya...
Tan Kesariya, Man Kesariya,
Pooja Ke Chaaval Kesariya,
Bhakti Mein Ham Sab Kesariya,
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man Kesariya...

Ham Kesariya, Tum Kesariya,
Asht Dravy Sab Hain Kesariya,
Mandir Ki Hai Dhvaja Kesariya,
Bhakti Mein Ham Sab Kesariya.....

Indr Kesariya, Indraani Kesariya,
Siddhon Ki Poojan Kesariya,
Pooja Ke Sab Bhaav Kesariya,
Bhakti Mein Ham Sab Kesariya,
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man Kesariya...

Veer Prabhu Ki Vaani Kesariya,
Ahinsa Paramo Dharm Kesariya,
Jeeyo Jeene Do Kesariya,
Bhakti Mein Ham Sab Kesariya,

Pichhi Kesariya, Kamandal Kesariya,
Digambar Saadhu Bhi Kesariya
Shat Shat Vandan Hai Kesariya,
Bhakti Mein Ham Sab Kesariya,
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man Kesariya...

Swarnim Rath Dekho Kesariya,
Swarn Varan Prabhuji Kesariya,
Chhatr Chanwar Dhwaj Sab Kesariya,
Bhakti Mein Ham Sab Kesariya,
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man
Kesariya, Kesariya,
Aaj Humaro Man Kesariya....
केसरिया केसरिया आज हमारो मन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
केसरिया, केसरिया, आज हमारो मन केसरिया, केसरिया, आज हमारो मन केसरिया...
Bhajan Jain Samaj BhajanMahavir BhajanArya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanPrayer Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sabse Pahle Manaba Thane Deva Ra Sardar

Sabse Pahle Manaba, Thane Deva Ra Sardar, Ranat Bhavan Su Aap Padharo, Ho rahi Jay Jayakar, Sabasu Pahala Manawa, Thaane Deva Ra Saradar ॥

Agar Nath Dekhoge Avgun Humare

Agar Nath Dekhoge Avgun Hamare, To Ham Kaise Bhav Se Lagenge Kinare ॥

Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De, Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai, Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte, Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha Se Karde Sagai

Kahate Hai Krishn Kanhai, Radha Se Kar De Sagai, Meri Radha Se Kar De Sagai ॥

Jyoti Kalash Chhalake

Jyoti Kalash Chhalke, Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Badal Ke, Jyoti Kalash Chhalke..