Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji (किरपा खुब करी है आज तो नाथो के नाथ जी - भजन)


Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji
Sabko Darshan Dene Nikale Shri Jagannath Ji
Sang Me Bahan Subhadra Aur Hai Baldau Sath Ji
Sabko Darshan Dene Nikle Shri Jagannath Ji
1 in Ke Darshan Se Bhagato Jeevan Sudhar Lo
Man Mohak Roop Inaka Dil Me Utaar Lo
Teeno Lok Mein Thath Nirale Inake Vaah Kya Baat Ji
Sabako Darshan Dene Nikale Shri Jagannath Ji

2 Duniya Chalane Wale Rath Par Sawar Hai
Inake Charano Ki Dhuli Bharati Bhandar Hai
Karalo Swagat Inka Inse Karlo Man Ki Baat Ji
Sabko Darshan Dene Nikle Shri Jagannaath Ji

3 Rakhna Jagdeesh Bhagwan Hum Sab Ka Dhyan Tum
Bhagto Ke Palan Haare Ham Sab Ke Pran Tum
Dedi Kismat Ne Ham Bhagto Ko Nirmal Sogaat Ji
Sabko Darshan Dene Nikle Shri Jagannath Ji
Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji
Sabko Darshan Dene Nikle Shri Jagannath Ji
किरपा खुब करी है आज तो नाथो के नाथ जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
किरपा खुब करी है आज तो नाथो के नाथ जी, सबको दर्शन देने निकले श्री जगन्नाथ जी, संग मे बहन सुभद्रा और है बलदाउ साथ जी, सबको दर्शन देने निकले श्री जगन्नाथ जी
Bhajan Jagannath BhajanBhagwan Jagannath BhajanPuri Jagannath BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanShri Vishnu BhajanShri Hari BhajanShri Krishna BhajanHare Krishna BhajanIskcon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..