Kitna Roi Parvati Shivnath Ke Liye (कितना रोई पार्वती, शिवनाथ के लिए - भजन)


Kitna Roi Parvati,
Shivnath Ke Liye,
Main To Pran Bhi Taj Dungi,
Bholenath Ke Liye,
Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥
Jabse Han Janam Liya Tha,
Shiv Ko Tha Apna Mana,
Shiv Ka Hi Baran Karungi,
Maan Mein Tha Yahi Hi Thana,
Main To Kuch Bhi Kar Dungi,
Shiv Ke Saath Ke Liye,
Main To Kuch Bhi Kar Dungi,
Shiv Ke Saath Ke Liye,
Main To Pran Bhi Taj Dungi,
Bholenath Ke Liye,
Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Wo Aughad Hai Wo Yogi,
Himachal Ne Samajhaya,
Bada Tu Dukh Sahegi,
Maina Maa Ne Batlaya,
Ek Na Mani Fir Bhi,
Shiv Ke Haath Ke Liye,
Ek Na Mani Fir Bhi,
Shiv Ke Haath Ke Liye,
Main To Pran Bhi Taj Dungi,
Bholenath Ke Liye,
Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Sapt Rshiyo Ne Aakar,
Bhi Gaura Ko Samajhaya,
Piye Wo Bhang Dhatura,
Naag Ko Gale Bithaya,
Aur Bhi Jagi Shradha,
Krupa Naath Ke Liye,
Aur Bhi Jagi Shradha,
Krupa Naath Ke Liye,
Main To Pran Bhi Taj Dungi,
Bholenath Ke Liye,
Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Kitna Roi Parvati,
Shivnath Ke Liye,
Main To Pran Bhi Taj Dungi,
Bholenath Ke Liye,
Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥
कितना रोई पार्वती, शिवनाथ के लिए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कितना रोई पार्वती, शिवनाथ के लिए, मैं तो प्राण भी तज दूंगी, भोलेनाथ के लिए, सबने कितना समझाया, पर ना मानी महामाया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye, Hai Atut Yah Naata Sherawaliye

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr