Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai (भजन: लाड़ली अद्भुत नजारा, तेरे बरसाने में है)


Tere Barsane Mein Hai,
Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥
Jhankiya Tere Mahal Ki,
Kar Rahe Sab Devgan,
Aa Gaya Baikunth Sara,
Tere Barsane Mein Hai,
Aa Gaya Baikunth Sara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Har Lata Har Daal Par,
Teri Daya Ki Hai Najar,
Har Ghadi Yashomat Dulara,
Tere Barasana Mein Hai,
Har Ghadi Yashomat Dulara,
Tere Barsana Mein Hai,
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Bhanu Ki Hai Ladli Tu,
Shyam Ki Hai Praneshwari,
Prem Ka Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai,
Prem Ka Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai,
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Tu Hi Mamta Ki Hai Sarita,
Tu Hi Hai Karunamayi,
Teri Kripa Ki Sheetal Chhaya,
Tere Barsane Mein Hai,
Teri Kripa Ki Sheetal Chhaya,
Tere Barsane Mein Hai,
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Ab Kahan Jaoon Kishori,
Tere Dar Ko Chhod Kar,
Mere Jeevan Ka Sahara,
Tere Barsane Mein Hai,
Mere Jeevan Ka Sahara,
Tere Barsane Mein Hai,
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai,
Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai,
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥

Besaharon Ko Sahara,
Tere Barsane Mein Hai ।
Ladli Adbhut Najara,
Tere Barsane Mein Hai ॥
भजन: लाड़ली अद्भुत नजारा, तेरे बरसाने में है - हिन्दी में पढ़ें
किशोरी ले चल परली पार, राधिके ले चल परली पार, श्यामा चल परली पार...
Bhajan Radhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanJanmashtami BhajanBrij BhajanPoonam Didi Bhajan

Other Popular Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai Video

Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai By Shri Chitra Vichitra Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...