Lagan Tumse Laga Baithe Jo Hoga Dekha Jayega (लगन तुमसे लगा बैठे, जो होगा देखा जाएगा - भजन)


Lagan Tumse Laga Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ।
Tumhen Apne Bana Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
Kabhi Duniya Se Darte the,
Ke Chhup Chhup Yaad Karte the ।
Lo Ab Parda Utha Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
॥ Lagan Tumse Laga Baithe… ॥

Kabhi Yah Khayal Tha Duniya,
Hamen Badnaam Kar Degi ।
Sharam Ab Bech Kha Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
॥ Lagan Tumse Laga Baithe… ॥

Deewane Ban Gaye Tere,
To Phir Duniya Se Kya Matlab ।
Teri Charanon Mein Aa Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
॥ Lagan Tumse Laga Baithe… ॥

Aisa Bol Kar Hi Ghar Se Nikle,
Kyunkiap Bhale Hi ।
Laakhon Ki Ghadi Haath Mein Kyun Na Pahne Ho ॥

Lagan Tumse Laga Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ।
Tumhen Apne Bana Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
लगन तुमसे लगा बैठे, जो होगा देखा जाएगा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
लगन तुमसे लगा बैठे, जो होगा देखा जाएगा। तुम्हें अपने बना बैठे, जो होगा देखा जाएगा॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..