Lau Kaha Se Bhole Nath Teri Bhangiya (लाऊँ कहाँ से, भोलेनाथ तेरी भंगिया - भजन)


Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya,
Dhundh Dhundh Main To Haar Gaya,
Main To Haar Gaya,
Mili na Teri Bhangiya,
Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya ॥
Chhappan Bhog Chhattison Vyanjan,
Aap kaho Jhat Se Lyaun,
Chandi ki Pato Par Baitho,
Kanchan Thaal Main Sajavaun,
Mano Mano Ji Bhangiya Ke Rasiya,
Mano Mano Ji Bhangiya Ke Rasiya,
Mili na Teri Bhangiya,
Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya ॥

Aap kaho To Bhole Shankar,
Maa Gaura Ko Bulavaun,
Kartik Ji Ganapati Ji Ko Mein,
Turant Sandesa Bhijavaun,
Bolo Bolo Ji Kailash Basiya,
Bolo Bolo Ji Kailash Basiya,
Mili na Teri Bhangiya,
Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya ॥

Chandra Nirala Mastak Sohe,
Anga Bibhuti Rami Hue,
Naag Bhayankar Gale Mein Lipte,
Ganga Jata Se Bahati Hue,
Damaru Bajave Shiv Bhole Jogiya,
Damaru Bajave Shiv Bhole Jogiya,
Mili na Teri Bhangiya,
Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya ॥

Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya,
Dhundh Dhundh Main To Haar Gaya,
Main To Haar Gaya,
Mili na Teri Bhangiya,
Lau Kaha Se,
Bhole Nath Teri Bhangiya ॥
लाऊँ कहाँ से, भोलेनाथ तेरी भंगिया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
लाऊँ कहाँ से, भोलेनाथ तेरी भंगिया, ढूंढ ढूंढ मैं तो हार गया, मैं तो हार गया, मिली ना तेरी भंगिया, लाऊं कहाँ से, भोलेनाथ तेरी भंगिया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Lau Kaha Se Bhole Nath Teri Bhangiya Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥