Mahadev Ka Pujari (महादेव का पुजारी)


Jiska Kailash Mein Hai Dera
Vo to Shiv Shambhu Hai Mera
Jise Manti Hai Duniya Yeh Sari
Mahadev Ka Pujari
Main Hoon Shambhu Ka Pujari
Mahakal Ka Pujari
Main Hoon Bhole Ka Pujari

Bahti Jataon Mein Hai Ganga
Mathe Pe Viraje Hai Jiske Ganga
Bajate Hain Damru Se Adbhut Woh Naad
Sohe Gale Mein Hai Vasuki Nag
Vo to Kahlae Trinetra Dhari…
Bhaktibharat Lyrics

Mere Mahakal to Hai Bhasm Se Nahate Bagamber Apne Woh Tan Par Sajte
Devon Ke Dev Hain Woh Mere Mahadev
Charnon Mein Baithe Jiske Brahma Vishnu Dev
Han Woh Nandi Ji Ki Karte Savari...

Aadikal Se Hai Woh Shiv Mahayogi Gaure Se Bayan Uski Mahima Na Hogi
Rahte Sada Apne Bhakton Ke Sath
Bin Mange De Dete Nathon Ke Nath
Lila Aparampaar Hai Tumhari...
महादेव का पुजारी - हिन्दी में पढ़ें
जिसका कैलाश में है डेरा, वो तो शिव शंभू है मेरा, जिसे मानती है दुनिया ये सारी ॥
Bhajan Mahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanShiv BhajanBholenath BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re