Mahakal Ki Lagan (महाकाल की लगन: शिव भजन)


Mohe Lagi Re Lagan Mahakal Ki Lagan,
Tumhare Naam Se Kismat Meri Saja Lu Mein,
Tumhare Charanon Ko Hi Apana Ghar Bana Lu Mein,
Mujhe Kar Gae Magan,
Mahakal Ki Lagan ॥
Meri Lagan Sahara Ban Mujhe Sambhalegi,
Meri Balaye Mere Dukh Lagan Hi Talegi,
Meri Lagan Meri Bhakta Ka Ye Sila Degi,
Mere Mahakal Se Mujhko Bhi Ye Mila Degi,
De Gae Dewanapan,
Mahakal Ki Lagan,
Mohe Lagi Re lagan ॥

Aata Hun Dar Tere Pal Bhar Ke Liye,
Thoda Apane Liye Thoda Ghar Ke Liye,
Apani Kismat Par Teri Najar Ke Liye,
Samane Tere Duniya Ko Bhul Jaun Mein,
Tera Ho Jata Hu Umr Bhar Ke Liye,
Badal Gaya Ye Jivan,
Mahakal Ki Lagan,
Mohe Lagi re Lagan ॥
BhaktiBharat Lyrics

Main Dhul banake Teri Rah Mein Bikhar Jaun,
Main Phool Banake Teri Rah Mein Bikhar Jaun,
Rahu Main Paas Tere Bhakti Asi Kar Jaun,
Tere Charanon Se Lagke Bhole Main Bhi Tar Jaun,
Bhaktimay Karr Hai Maan,
Mahakal ki Lagan,
Mohe Lagi Re Lagan ॥
Sa
महाकाल की लगन: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मोहे लागी रे लगन महाकाल की लगन, तुम्हारे नाम से किस्मत मेरी सजा लू मैं, तुम्हारे चरणों को ही अपना घर बना लू मैं, मुझे कर गई मगन, महाकाल की लगन ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Durge Maharani Namo Namo

Durge Maha Rani Namo Namo । Ambe, Maha Rani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo ॥ Meri, Maat Bhavani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo...

Jai Ambe Bol

Lyrics of the bhajan Ambe Bol from the film Yeh Prem Mol Liya.. taron ki chunri aur chandrama ka tika..
mata ka roop lage suraj sarikha..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...