Mahima Apram Paar Hai Teri Bhola Tera Naam (महिमा अप्रम पार है तेरी भोला तेरा नाम: शिव भजन)


Mahima Apram Paar Hai Teri Bhola Tera Naam,
Subhah Sham Mandir Mein Aake Karte Tujhe Parnaam,
Jagat Ke Palanhaar Karo Udhar Hamara ॥
Do Haatho Ko Jod Ke Aaye Sabse Mukhda Mod Ke aaye,
Jag Se Rishta Tod Ke Aaye Dekh Hame Ham Douda Ke,
Jagat Ke Palanhaar Karo Udhar Hamara,
Mahima Apram Paar Hai Tera Bhola Tera Naam ॥

Jo Koi Tere Dwar Pe Pounche Kaam Bane Uske Bin Soche,
Tu Drishka Hai Sabhko Dekhe Tu Likhta Hai Sabke Lekhe,
Jagat Ke Palanhaar Karo Udhar Hamara,
Mahima Apram Paar Hai Tera Bhola Tera Naam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jo Prani Tera Dhyan Karega Tu Un Sabke Kastha Harega,
Jo Koi Teri Tek Dharega Bhav Sagar Se Wahi Tarega,
Jagat Ke Palanhaar Karo Udhar Hamara,
Mahima Apram Paar Hai Tera Bhola Tera Naam ॥
महिमा अप्रम पार है तेरी भोला तेरा नाम: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
महिमा अप्रम पार है तेरी भोला तेरा नाम, सुबह शाम मंदिर में आके करते तुझे परनाम, जगत के पालनहार करो उधार हमारा ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Mahima Apram Paar Hai Teri Bhola Tera Naam Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥