Main To Shiv Ki Pujaran Banugi (मैं तो शिव की पुजारन बनूँगी - भजन)


Main to Shiv Ki Pujaran Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi,
Main to Pahanungi Jogan Ka Chola,
Vo Hai Paras Mahadev Bhola,
Charan Chhu Kar Main Kundan Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi,
Main to Shiv Ki Pujaran Banungi,

Nahi Milte Hai Anuragiyon Ko,
Shiv to Milte Hai Bairagiyo Ko,
Main Bhi Unki Bairagan Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi,
Mai to Shiv Ki Pujaran Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi,

Karke Ji Jaan Se Uski Bhakti,
Shiv Se Mangungi Nari Ki Mukti,
Nari Jati Ka Darpan Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi,
Mai to Shiv Ki Pujaran Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi,

Mai to Shiv Ki Pujaran Banungi,
Apne Bhole Ki Jogan Banungi
मैं तो शिव की पुजारन बनूँगी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं तो शिव की पुजारन बनूँगी, अपने भोले की जोगन बनूँगी, मैं तो पहनुँगी जोगन का चोला..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥