Main To Teri Ho Gayi Maa (मैं तो तेरी हो गई माँ - भजन)


Main to Teri Ho Gai Maa
Main to, Teri, Ho Gai Maa,
Ye Duniyan, Kya Jaane ॥
Kya, Jaane Ye, Kya Jaane ॥
Tere, Charanon Men, Charoun Dham,
Ye Duniyan, Kya Jaane ।
Main to, Teri, Ho Gai Maa...

Tan Bhi Tera, Man Bhi Tera ।
Is Jeevan Ka, Sab Kuch Tera ॥
Mera Jivan, Terai Nam,
Ye Duniyan, Kya Jaane ।
Main to, Teri, Ho Gai Maa…
Bhaktibharat Lyrics

Jhoothe Rishte, Jhoothi Maya ।
Chhod Ke, Sab Kuchh, Tujhe Apnaya ॥
Teri, Bhakti, Hai Mera Kam,
Ye Duniyan, Kya Jaane ।
Main to, Teri, Ho Gai Maa...

Mujhko, Hai Maa, Tera Sahara ।
Tum Bin Maiya Kaun Hamara ॥
Teri, Shakti, Hai Maa Mahan,
Ye Duniyan, Kya Jaane ।
Main to, Teri, Ho Gai Maa...

Tere, Rang Men, Main Rang Jaaun ।
Bhakti, Ka Var, Tujhse Paun ॥
Main Karun, Tera Gungan,
Ye Duniyan, Kya Jaane ।
Main to, Teri, Ho Gai Maa...
मैं तो तेरी हो गई माँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं तो, तेरी, हो गई माँ, ये दुनियाँ, क्या जाने ॥ क्या, जाने ये, क्या जाने ॥ तेरे, चरणों में, चारोँ धाम...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hamari Pyari Radha Ke Ratan Rangile Naina

Hamari Pyari Radha Ke, Ratna Rangile Naina, Ras Barse Ras Roop Madhuri, Rasmay Rasile Baina...

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Chhath Pooja Geet

Bhakti Bharat brings to you the folk songs and bhajans sung during this holy festival, including the lyrics and videos of the songs.

Kala Kala Sanwariyan Hari Hari Tulsi

A popular devotional song (bhajan) sung during the month of Kartik and on the occasion of Tulsi Vivah Kala Kala Sanvariyan Hari Hari Tulsi, Bansi Bajave Sanwariya Lehre Leve Tulsi By Bhakti Bharat.