Bhajan: Main Too Sang Jaun Banwas (मैं तो संग जाऊं बनवास, स्वामी - भजन)


Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas
Swami Na Karna Nirash
Pag Pag Sang Jaun Jaun Banwas
Hey Main Too Sang Jaun Banwas
Upar Hai Agni Ki Chhatri Niche Tapti Baali
Upar Hai Agni Ki Chhatri Niche Tapti Baali
Paanv Me Padenge Chhale Na Jao Banwas
Hey Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas

Tum Ho Suriayvanshi Swami Rakho Apni Chhaya
Tum Ho Suriayvanshi Swami Rakho Apni Chhaya
Chhav Me Chalu Tumhari Tum Hi Meri Maya
Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas

Jangle Ban Me Ghume Hathi Bhalu Sher Aur Hirna
Jangle Ban Me Ghume Hathi Bhalu Sher Aur Hirna
Nari Ho Tum Dar Jaogi
Na Jao Banwas
Hey Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas

Tum Too Yaodhavir Ho Swami Tum Hi Raksha Karna
Tum Too Yaodhavir Ho Swami Tum Hi Raksha Karna
Baan Tumhare Kandhe Sohe Sang Ho Too Kya Darna
Main Too Sang Jaun Banwas
Swami Na Karna Nirash
Pag Pag Sang Jaun Jaun Banwas
Hey Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas
Main Too Sang Jaun Banwas
मैं तो संग जाऊं बनवास, स्वामी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं तो संग जाऊं बनवास, स्वामी ना करना निराश, पग पग संग जाऊं जाऊं बनवास...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Sita Ram BhajanVivah Panchami BhajanBhupen Hazarika Bhajanभूपेन हजारिका BhajanBharat Ratna Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pakadlo Bah Raghurai, Nahi Too Doob Jayenge

Pakad Lo Banh Raghurai, Nahin to Doob Jayenge । Dagar Ye Agam Anjani, Pathik Mai Mood Agyani । Sambhaloge Nahi Raghav..

Shri Man Narayan Narayan Hari Hari

Shriman Narayan Narayan Hari Hari , Teri Leela Sabse Nyari Nyari Hari Hari..

Hari Nam Nahi Too Jeena Kya

Hari Nam Nahin to Jeena Kya, Amrt Hai Hari Nam Jagat Mein

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram, Koi Na Jane Kab Ho Jaye, Is Jeevan Ki Shaam ॥ Bolo Ram Ram Ram ॥

Jaha Le Chaloge Vahi Me Chalunga

Jahan Le Chaloge, Wahi Main Chalunga, Jahan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahunga । Ye Jeevan Samarpit, Charan Mein Tumhare,