[Maan Naam Lena Koi Sharm Nahin Hai,
Isse Bada to Koi Karam Nahin Hai,
Jisme Mata Ki Pooja Ka Jikr Na Ho,
Aisa to Duniya Mein Koi Dharm Nahin Hai ]Maiya Kripa Kardo,
Jholi Meri Bhardo ।
Teri Daya Ka Hum,
Sada Gungan Karenge ।
Tera Dhyan Karenge ।
Maiya Kripa Kar Do,
Jholi Meri Bhardo ।
Bhakto Ki Karti Hardam Rakhwali Ho
Har Sankat Ko Palbhar Mein Tum Taali Ho
Phir Kyon Nahin Tum Par,
Bhala Abhiman Karenge
Tera Dhyan Karenge ।
Maiya Kripa Kardo,
Jholi Meri Bhardo ।
Teri Daya Ka Hum,
Sada Gungan Karenge ।
Tera Dhyan Karenge .
Maiya Kripa Kar Do,
Jholi Meri Bhardo ।
Meri Vinti Sunkar Mat Thukra Dena
Apna Balak Jaan Mujhe Apna Lena
Arpan Tumhari Seva Mein Hum Pran Karenge
Tera Dhyan Karenge ।
Maiya Kripa Kardo,
Jholi Meri Bhardo ।
Teri Daya Ka Hum,
Sada Gungan Karenge ।
Tera Dhyan Karenge .
Maiya Kripa Kar Do,
Jholi Meri Bhardo ।
Drishti Daya Sharma Pe Maan Ab to Kardo
Apne Bhakto Ki Maiya Jholi Bhardo
Hardam Tumhare Naam Ka Gungan Karenge
Nit Dhyan Karenge ।
Maiya Kripa Kardo,
Jholi Meri Bhardo ।
Teri Daya Ka Hum,
Sada Gungan Karenge ।
Tera Dhyan Karenge .
Maiya Kripa Kar Do,
Jholi Meri Bhardo ।
Bhaktibharat Lyrics
Maiya Kripa Kardo,
Jholi Meri Bhardo ।
Teri Daya Ka Hum,
Sada Gungan Karenge ।
Tera Dhyan Karenge
Maiya Kripa Kar Do,
Jholi Meri Bhardo ।
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!