Mat Barso Inder Raj (मत बरसो इन्दर राज - भजन)


Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije,
Ya Jag Sethani Bhije,
Mhari Raj Rani Bhije,
Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije ॥
Gumbaj Par Meva Barase,
Mandir Par Meva Barase,
Aji Paudhi Par Amrt Dhaar,
Moti Sethani Bhije,
Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije ॥

Sawan Ki Rut Matwali,
Jhule Pe Jhulan Wali,
Are Sah Pawe Na Bochar,
Ya Jag Sethani Bhije,
Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije ॥

Jhujhan Se Khabariya Aae,
Sab Chalo Log Lugae,
Le Chalo Chhatar Hajaar,
Ya Jag Sethani Bhije,
Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije ॥

Pani Ke Maiya Bahaane,
Indar Aayo Darshan Pane,
Jaya Mero Dhany Huyo Parivaar,
Dadi Charana Ne Chhuke,
Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije ॥

Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije,
Ya Jag Sethani Bhije,
Mhari Raj Rani Bhije,
Aji mat barso Inder Raj,
Ya Jag Sethani Bhije ॥
मत बरसो इन्दर राज - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अजी मत बरसो इन्दर राज, या जग सेठाणी भीजे, या जग सेठाणी भीजे, म्हारी राज राणी भीजे, अजी मत बरसो इन्दर राज, या जग सेठाणी भीजे ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Main

Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me, Meri Sanso me Ambe Ke Naam Ki Dhara Bahti, Isliye to Meri Jihva Har Samay Ye Kahti...

Sherawali Ki Nazar Jispe Padne Lagi

Sherawali Ki Nazar Jispe Padne Lagi, Jispe Padne Lagi, Dekho Taqdir Uski Sanvarne Lagi, Sanvarne Lagi ॥

Aaye Maiya Ke Navrate

Aaye Maiya Ke Navrate, Ho Rahe Ghar Ghar Mein, Ho Rahe Ghar Ghar Mein Jagrate, Rijhate Maiya Ko, Rijhaye Maiya Ko Jhoomte Gaate, Goonj Rahi Bhakto Ki, Goonj Rahi Bhakto Ki Jai Jaikar, Saja Hai Mata Ka, Saja Hai Mata Ka Darbar ॥

Meri Aas Tu Hai Maa Vishwas Tu Hai Maa

Meri Aas Tu Hai Maa, Vishwas Tu Hai Maa, Meri Har Khusi Ka Ab, Agaj Tu Hai Maa, De De Maa Anchal Ki Chaiyan Mujhe, Le Le Maa Bahon Main Apni Mujhe ॥