Mera Bhola Bada Matwala (मेरा भोला बड़ा मतवाला: भजन)


Mera Bhola Bada Matwala,
Sohe Gale Bich Sarpo Ki Mala ॥
Mathe Chanda Suhaye,
Jata Ganga Bahaye,
Kamar Bandhe Huye Mrugchala,
Sohe Gale Bich Sarpo Ki Mala ॥

Khate Bhangiya Dhatur,
Karen Nasha Bharapur,
Samudr Manthan Ka Vish Pine Wala,
Sohe Gale Bich Sarpo Ki Mala ॥

Rahe Parabat Kailash,
Gaura Maiya Ke Saath,
God Mein Baithe Ganapati Lala,
Sohe Gale Bich Sarpo Ki Mala ॥

Mera Bhola Bada Matwala,
Sohe Gale Bich Sarpo Ki Mala ॥
मेरा भोला बड़ा मतवाला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरा भोला बड़ा मतवाला, सोहे गले बीच सर्पों की माला ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥